शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

Description
🌸Disclaimer:🌸
https://drive.google.com/file/d/1h-nFf8NnOvfGbRHLqzRa32Gwd9WVLuZp/view?usp=drivesdk

This invariably applies to all the social media handles and official website of ours; whatsoever be it may.

🌸 Narayan 🌸
Advertising
We recommend to visit

Welcome to @UtkarshClasses Telegram Channel.
✍️ Fastest growing Online Education App ?
?Explore Other Channels: ?
http://link.utkarsh.com/UtkarshClassesTelegram
? Download The App
http://bit.ly/UtkarshApp
? YouTube?
http://bit.ly/UtkarshClasses

Last updated 2 months, 3 weeks ago

https://telegram.me/SKResult
☝️
SK Result
इस लिंक से अपने दोस्तों को भी आप जोड़ सकते हो सभी के पास शेयर कर दो इस लिंक को ताकि उनको भी सही जानकारी मिल सके सही समय पर

Last updated 5 days, 23 hours ago

प्यारे बच्चो, अब तैयारी करे सभी गवर्नमेंट Exams जैसे SSC CGL,CPO,CHSL,MTS,GD,Delhi पुलिस,यूपी पुलिस,RRB NTPC,Group-D,Teaching Exams- KVS,CTET,DSSSB & बैंकिंग Exams की Careerwill App के साथ बहुत ही कम फ़ीस और इंडिया के सबसे बेहतरीन टीचर्स की टीम के साथ |

Last updated 2 months ago

2 weeks, 4 days ago
2 weeks, 6 days ago

राजाधिराज द्वारिकाधीश जी के समक्ष गौ पूजन - श्री क्षेत्र द्वारिका गोवर्धन पूजा 🙏

3 weeks, 1 day ago

Agar kisi ko koi sandeh fir bhi hai toh recent times se ek example
Prashad

Shastron me varnit hai ki prashad jaise hi samaksh aajaye hath khol Anjali bana Leni chahiye
(Nahi banane par narak gami hota hai manushya)

Ab aage use mastak par dharan kar(pranam kar) sath hi kha lena chahiye
(Shiv puran ityadi me varnan hai ki yadi prashad ko svikar bhi karliya-na toh kar hi nahi sakte aur fir khaya nahi ye sochkar kahin rakhdiya ki baad me kha lenge toh mahapaap lagta hai)

Ab Zara isi scenario ko tirupati ji me follow karkar dikhaya Jaye
Sab jante hai wahan kya hua kya durgati ab ho sakti hai
Jo marzi kaha lo ki anjane me kha liya par abhashya bhakshan ka paap toh lag hi gaya

Kya Raja dashrath ne Jan bhuj kar shravan kumar ko mara tha?
Anjane me kiye gaye karm bhi (chahe ache ho ya bure sath nibhate hai jaise gau ka bachda bohot si gayon me apni Mata ko dhundh hi leta hai vaise paap punya manushya ko dhundh lete hai aur bhogne hi padte hai)

Ab sambhatah paachan me sudhar hua hoga
Nahi toh chullu bhar paani toh pee hi len( अजीर्णे भेषजं वारि)

Ye message bhi jisme likh raha hu uske alphabets ashatriya hai(मलेच्छ भाषाम् न वदेत्)

तो अब फिर?

Aap sab samajh pa rahe hain aur bolte hi hain

Ye sab baaten Sunane me achi lagti hai aur practical karne me utna hi kasth hota hai
Isliye kaha jata hai jitna ho sake utna Kara jaye
Kaliyug ke nam par ye nahi bolna chahiye ki ab kya kar sakte hai jo hoga dekha jayega
Ye sarvartha paap hai kintu agar aap ye bhi kahe ki sab kuch shudhata se ho aur shastriya ka palan 100% ho jaye toh jeevit raha paana asambhav hai

Arth ye nahi ki ashatriya bano(baad me comments aajayenge toh Clear kardeta hu) shastriya bano mai toh kahata hu 100% bano. Par yadi marg par chalna hai toh marg pahale banana hoga yadi marg hi nahi bana hai toh udne me prithvi par pakshion ke atirikt kon samarth hai???

Ab svyam Vichar karen

3 weeks, 1 day ago

Jo log arthvyavastha aur shastriyata ke nam par ro rahe hai vo ye padh le👆

Han ye toh hai ki deepawali ka matlab bas pathake phodna nahi
Upar likh hi chuke hai pahale ardhratri tak ka ya pradosh ka pujan toh karlen fir phodne jaye patakhe

Baki jisko nahi phodna vo na phode koi badhyata thodi hai
Aap christmas ya new year par phod lena

3 weeks, 1 day ago

Aapko kya lagta hai hamne toh ye video dekhi hi nahi
Acharya vakyon me bhi Tod madod nahi karna chahiye

Support nahi hai crackers ko par virodh bhi nahi hai
Jaha tak shastriya aur arthvyavastha ka prashna hai toh apne pair par kulhadi na maare

Jis phone se aap message kar rahe ho vo sabse bada ashatriya kritya hai aur ye foreign ka hi maal hai sara
Tel vagara sab dushit hai

Toh yaha par sahas me apramanik baat bol kyo vyarth hassi udvate hai

Jabse channel bana hai na tele par kitne ashatriya vyaktion aur baaton ka khandan kar chuke hai
Prabhu kripa se satmarg par hai aur sahi marg par laane ka prayas karte hai auron ko bhi

3 weeks, 1 day ago

This is not a political post remember

Patakon ki shastriyata ko lekar prashna upastith hone par yahi nidan hai ki na tab patakhe jaisa koi shabd tha na koi virodh
vaise toh shastra kaal bhay nahi hote kintu yadi shastriya sthapit hi karni hai toh ulka ityadi ka varnan toh prapt hai hi

Festival of lights kya hua?
Lights toh mahayantra ki shreni me aane se vaise hi tyagya hogaye
Hamare toh deepon ka vidhan hai light vight mombatti ye sab kya hai?

Ghee ya tel ka Deepak hi jayen fir toh
Ab lighton ka virodh toh koi nahi karte kitni bijli waste hojayegi ese toh vo aayegi fuel burn karne se ya hydro based toh ab environment par affect nahi padh raha??

Tumhare saans lene se bhi environment me CO2 badhna hai... chhod do

Toh bhavyata se Lakshmi Ganesh evam Saraswati pujan karen madhyaratri me kaali pujan karen aur dhum dham se patakhe Milne par phoden

Har har mahadev

4 weeks, 1 day ago

Aaj purn ratri tak guru pushya yog rahega
Manglik karm aur Nav aarambh kiye ja sakte hain (Vishesh)

1 month ago

Specially posted for Valmiki Jayanti.
Disclaimer: This forwarded message is purely for general knowledge and we do not own any references to it and is purely based on shastriya references as quoted by the respective writer.

1 month ago

ब्रह्मर्षि वाल्मीकिजी जन्मना ब्राह्मण थे, पण्डित श्रीगङ्गाधरपाठकजी मैथिल

We recommend to visit

Welcome to @UtkarshClasses Telegram Channel.
✍️ Fastest growing Online Education App ?
?Explore Other Channels: ?
http://link.utkarsh.com/UtkarshClassesTelegram
? Download The App
http://bit.ly/UtkarshApp
? YouTube?
http://bit.ly/UtkarshClasses

Last updated 2 months, 3 weeks ago

https://telegram.me/SKResult
☝️
SK Result
इस लिंक से अपने दोस्तों को भी आप जोड़ सकते हो सभी के पास शेयर कर दो इस लिंक को ताकि उनको भी सही जानकारी मिल सके सही समय पर

Last updated 5 days, 23 hours ago

प्यारे बच्चो, अब तैयारी करे सभी गवर्नमेंट Exams जैसे SSC CGL,CPO,CHSL,MTS,GD,Delhi पुलिस,यूपी पुलिस,RRB NTPC,Group-D,Teaching Exams- KVS,CTET,DSSSB & बैंकिंग Exams की Careerwill App के साथ बहुत ही कम फ़ीस और इंडिया के सबसे बेहतरीन टीचर्स की टीम के साथ |

Last updated 2 months ago